People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Tu Laung Mein Elaichi
Singer: Tulasi Kumar
Lyricist: Harmanjeet
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/tu-laung-main-elaachi/NCcMVzB3T3k
Video:
Charkha cooker denda
Cooker lage kalege
Ik mera peya dhadke
Dooja kangan chhnake

Chhaneya, charkha cooker denda
Chhaneya, cooker lage kalege
Chhaneya, ik mera peya dhadke
Chhaneya, dooja kangan chhnake

Ve tu laung main elaachi
Tere pichhe haanji haanji
Ve tu laung main elaachi
Tere pichhe haanji haanji

Tere ishqe ne maari
Kachi kali ae kanwari
Tere ishqe ne maari
Kachi kali ae kanwari

Hoon main chambe de pahadon
Wali shaam sajna

Sandli sandli nainon mein
Tera naam sajna
Sandli sandli nainon mein
Tera naam sajna
Sandli sandli nainon mein
Tera naam sajna

Chhaneya, charkha cooker denda
Chhaneya, cooker lage kalege
Chhaneya, ik mera peya dhadke
Chhaneya, dooja kangan chhnake

Mere khaali khaali pair
Jaata rehta hai tu shehar
Tujhse maangu na main zyada
Laa de payaliya oh raja
JO bikti bazaron mein sareaam sajna

Sandli sandli nainon mein
Tera naam sajna
Sandli sandli nainon mein
Tera naam sajna

Chhaneya, charkha cooker denda
Chhaneya, cooker lage kalege
Chhaneya, ik mera peya dhadke
Chhaneya, dooja kangan chhnake.
tenu itna main pyaar karaan
Music: Amaal Malik
Lyricist: Kumaar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Airlift/Soch-Na-Sake/QxBGeANy
tenu itna main pyaar karaan
ik pal vich sau baar karaan
tu jaave je mainu chhad ke
maut da intezaar karaan
ke tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake
ke tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake

kuch bhi nahi hai ye jahaan
tu hai toh hai isme zindagi
kuch bhi nahi hai ye jahaan
tu hai toh hai isme zindagi
ab mujhko jaana hai kahaan
ke tu hi safar hai aakhiri
ke tere bina jeena mumkin nahin
na dena kabhi mujhko tu faasley
main tujhko kitna chahti hoon
ye tu kabhi soch na sake
tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake

aankhon ki hai yeh khwahishe
ki chehre se teri na hate
neendon mein meri bas tere
khwabon ne li hai karwate
ki teri ore mujhko leke chalein
ye duniya bhar ke sab raaste
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake
tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake
Piya Aaye Na
Singer: KK, Tulasi Kumar
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Piya-Aaye-Na/CSs8W
teri khata hai mere jiya
teri khata hai mere jiya
unpe bharosa kyun tune kiya
sab jhoothe jhoothe waade the unke
chal peechhe peechhe aaya tu jinke
woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na, woh piya aaye na

ab sabhi un khwaabo ki tu dagar chhod de
ab sabhi un khwaabo ko tu khud hi tod de
woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na, woh piya aaye na
teri khata hai mere jiya
teri khata hai mere jiya

har khata ki hoti hai koi na koi sazaa
gham likhe ho kismat me to ban hi jaati wajah
ab sabhi gham ashqo me simat se gaye
ab sabhi aansu palko se lipat se gaye
woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na woh piya aaye na

sach laga tha jo bewajah humko woh bharam ho gaya hai
bhor aane the jis fasaane me woh khatam ho gaya
bhoole hum bhoole woh kaise sabse kahe baat yeh
ab chalo hum dheere dheere bikhal se gaye
ab chalo hum jaise bhi ho sambhal se gaye
woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na woh piya aaye na
woh piya aaye na, woh piya aaye na
piya aaye na woh piya aaye na
teri khata hai mere jiya
teri khata hai mere jiya
unpe bharosa kyun tune kiya
Hum Mar Jayenge
Lyricist: Irshad Kamil
Album: Aashiqui-2
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aashiqui-2/Hum-Mar-Jayenge/Jh
apni aankhe khali kar de
kash tu meri aankhe bhar de
kash tu meri aankhe bhar de

mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge
mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge
do ye saugaat tum to jamane ke hum
do ye saugaat tum to jamane ke hum
har khushi se mukar jayenge
hum mar jayenge, hum mar jayenge
mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge

tere kandhe se hi lag ke yaara bite umar sari
sochu kaisi hogi kismat hua yu toh phir hamari
saare aansu to ho tere aur aankhe ho hamari
tere dard hume jo mile pyar me
tere dard hume jo mile pyar me
hum khushi se yu bhar jayenge
hum mar jayenge, hum mar jayenge
mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge

chahe dukh ho, chahe sukh ho dil ne tujhko hi pukara
tune humko hai banaya, tune humko hai sanwara
jahan ko to rab ka hai, hume tera hai sahara
bas tera sath ho chaahe jo baat ho
bas tera sath ho chaahe jo baat ho
tere kehne se kar jayenge
hum mar jayenge, hum mar jayenge
mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge
mere yara tere gum agar payenge
hume teri hai kasam hum sanwar jayenge
Tere mere pyar ki umar salamat rahe
Music: Amaal Malik
Lyricist: Lakshmi Virag
Album: Sarbjit
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sarbjit/Salamat/HQogdBsDWV4
Chahe main rahun jahan
Main chahe tu na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe

Chahe ye zameen ye aasmaan
Rahe na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe

Oh o.. mm..

Dar hai tujhe main kho na doon
Miley jo khuda toh bol doon
Main do jahan ka kya karun
Tu bata

Oh..
Tu jo mere paas hai
Mujhko na koi pyaas hai
Meri muqammal hogayi har dua

Chahe mere jism mein
Yeh jaan rahe na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe

Oh o.. mm..

Tere tukdo mein jee rahe
Tum jo mile toh jud gaye
Pankh laga ke udd chala mann mera o..

Tujhme main hoon, mujhme tu
Aur hai saansein roobaroo
Kuch bhi nahi ab dono ke darmiyaan

Chahe uss chand mein
Chamak rahe na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe

Chahe main rahoon jahan mein
Chahe tu na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe

O… mmm…